Sunday, 18 December 2011

Urdu Sms Bewafa


Urdu Sms Bewafa
Hum ghalat baat kisi se kbhi nah kehtay
saaf kehte hain dhaki ya chupi nahi kehtay
har aik baat main apna mufaad pesh-e-nazar
muaaf karna!!! isey dosti nahi kehtay!!!
Urdu Sms Bewafa
Rah-e-ulfat pe halanay se chalan
mela nahi hota
kisi dewanay ka dewana pan mela
nahi hota
mohabbat ka libada hi wo pakeeza
libada hai
isay jo orh lay phir wo badan mela
nahi hota.
Urdu Sms Bewafa
Karwi batien sabaq sikhati hein
meethi baaton mein zehr hota hai
waqt pe jo sabaq nahi leta
baad main sar  pakar ke rota hai.
Urdu Sms Bewafa
Zindagi bhar musibaton maia bhi
peich dar peich mushkilon main bhi
hum ne khud ko mara bhara rakha
khushk saali ke mosamon mein bhi.
Urdu Sms Bewafa
Dil ka dard dil to dne wale kya jane,
Pyar ke rivazon ko zamana kya jane,
Hoti hai kitni takleef ladki patane mein,
Ye ghar pe baitha ladki ka baap kya jaane.
Urdu Sms Bewafa
Bazu-o-mein dum rakhta hun,
Dil mein gum rakhta hun,
Pata tha SMS ayega tera,
Isliye DISPRIN sang rakhta hun.
Urdu Sms Bewafa
Mere ajnabi mare aashna
tujhe harf harf dua likhon
koi aisa wasl naseeb kr
tujhay chand taray hawa likhon
na kabhi agr tiri ban sakon
to hayat ko me fana likho
jo qalam naseeb ka mil sakay
to tiri qasam...
mirey ajnabi mirey ashna...
main kabhi ttujhey na juda.
Urdu Sms Bewafa
K kuch to hai
tu badal gaya hai
wo teri ankho k khwab saray
sawaal saarey jawaab sarey
wo kushian saari azab sarey
nasha tha jo wo utar gaye hai
keh kuch to hai
to badal gaye hai
jo tery milney ki aarzu thi
jo tujhe ko pany ki justju thi
jo teri ankho me roshni thi
jo teri saansi ki taazgi thi
jo tere me chashni thi
wo sara metha pighl gaye hai
keh kuch to bhi
tu badal gaya hai...

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...