Sunday 18 December 2011

Urdu Sms Shayari


Urdu Sms Shayari
 Dil kay rishtay bhi ajeeb hotay hain
Door rah kay bhi qareeb hotay hain
Unkay aa janay say aa jati hay jo
chehra par ronaq
Wo sumjhtay hain bemar
ka haal acha hay.
Urdu Sms Shayari
 Duniya Badal Jaye Gi
Tum Na Badalna
Mushkilon Main Ho Jab Bhi Yaad
Humain Kar Lena
Mangay Bhi Aap Say
Tu Kia Mangain?
Dena Kuch Chahao
Tu Bas Muskura Dena.
Urdu Sms Shayari
 Koi ik aadh sapna ho tu
phir acha bhi lagta hai
Hazroon khawab aankhon mein
saja kar kuch nahin milta
Usay khena kay pulkon par na tankay
khawab ki jahlar
Samundar kay kinaray ghar bana
kar kuch nahi milta.
Urdu Sms Shayari
 Pahlay ik konpal si photi phir ik poda
sa lahraya phir ik phool wahan
muskaya Ab wo khushbo Maray laho
mein Aik tanaawar pair ki
surat mein rahti hai.
Urdu Sms Shayari
 Kitni jaldi mulaqat guzar jati hai,
pyas bhjti nahi barsar guzar jati hai,
apni yadoon se kch do is tarha na aya karein.
neend aati nahi aur raat guzar jati hai.
Urdu Sms Shayari 
Phoolon mein gulab acha lagta hai,
har chehra par shabab acha lagta hai,
aap hamesha naak se chuhe nikalte rahen
hamein aapka yahi andaaz acha lagta hai.
Urdu Sms Shayari
 Is duniya mein 3 tarah k log hi khushnasib hote hain,
 woh jinhe sacha pyar milta hai,
 woh jinhain accga yaar milta hai,
 jinhain mera SMS  bar ba milta hai.

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...