Urdue Sms
Raat yoon dill mein tari
khoi hoi yaad aaey
Jaisay weranay mein
chupkay say bahar aa jay
Jaisay shraon mein holay say
chalay bad-e-naseem
Jaisay bimar ko bay wajha
qarar aa jay.
Urdue Sms
Aaj socha k kya jawab bhejon,
aap jaise logon ko khitab kia bhejon,
koi aur phol ho to mujhe maloom nahi,
jo khud gulab ho usey gulab kya bhejon.
Urdue Sms
Dil ki duniya mein kash koi gham na ho,
hamari ye dosti kabhi khatam na ho,
bas yehi dua hai k aap jahan rahen kush rahein,
kiya pata hum kal ho na ho.
Urdue Sms
s duniya mein 3 tarah k log hi khushnasib hote hain,
1- woh jinhe sacha pyar milta hai,
2- woh jinhain accga yaar milta hai,
3- jinhain mera SMS bar ba milta hai.
Urdue Sms
Phoolon mein gulab acha lagta hai,
har chehra par shabab acha lagta hai,
aap hamesha naak se chuhe nikalte rahen
hamein aapka yahi andaaz acha lagta hai.
Urdue Sms
Kitni jaldi mulaqat guzar jati hai,
pyas bhjti nahi barsar guzar jati hai,
apni yadoon se kch do is tarha na aya karein.
neend aati nahi aur raat guzar jati hai.
Urdue Sms
Pahlay ik konpal si photi phir ik poda
sa lahraya phir ik phool wahan
muskaya Ab wo khushbo Maray laho
mein Aik tanaawar pair ki
surat mein rahti hai.
Urdue Sms
Koi ik aadh sapna ho tu
phir acha bhi lagta hai
Hazroon khawab aankhon mein
saja kar kuch nahin milta
Usay khena kay pulkon par na tankay
khawab ki jahlar
Samundar kay kinaray ghar bana
kar kuch nahi milta.
No comments:
Post a Comment