Valentine Day Sms In Urdu
Jaan kar bhi wo mujhe jaan na paye, Aaj tak wo mujhe
pehchan na paye, Khud hi kar li bewafai hum ne
Taaki mere pyar par koi ilzaam na Aaye
Valentine Day Sms In Urdu
Chor diya hamara sath to koi gam nahin
Bhul jayen ge aap hume, Bhulne wale hum nahin
Aap se mulakat na ho pai to koi baat nahin
Aap ki 1 yaad mulakat se kum nahin
Valentine Day Sms In Urdu
Agar talash karo tu koi mil hee jay ga
Magar kon tumhari turah mugh ko chahay ga
Tumharay sath yeh mosam farishton jaisa hai
Tumharay badd yeh mosam bura sataiay ga.
Valentine Day Sms In Urdu
Har raahi ko mann chaha mukaam nahin milta
Jis ko jee bhar pyaar kar sake wo insaan nahin milta
Aasma k sitaro ki tarah hamare armaan bhi bikhrte rehte hai
Jo apne dil main hamien jagah de sake wo meharbaan nahin milta.
Valentine Day Sms In Urdu
Tere bin jiya karon kese, Kesay jiya jaye tum bin
Sadiyon say lambi hain raatain sadiyon say lambay hoay din
Aa ja lot kara aa phir ye dil keh raha hai.
Valentine Day Sms In Urdu
Har phool ki azab kahani hai
Chup rehna bhi pyar ki nishaani hai
Kahin koi zakhm nahen phir bhi kyu ye dard ka ehsaas hai
Lagta hai dil ka ek tukrda aaj bhi unke pass hai.
Valentine Day Sms In Urdu
Parwa karo us ki jo aap ki parwa kare
Zindagi me kabhi aap ko ruswa na kare
Jan ban ke utar jao us ki jan me
Jo jan se bhi zyada aap ko pyar kare
Valentine Day Sms In Urdu
Tuje dekhe bina teri tasveer bana sakta hon
Tuje jane bina tera haal bata sakta hon
Hai meri mohabat main itna dam
Apni ankh ka ansoo teri ankh se gira sakta hon
No comments:
Post a Comment