Saturday, 17 December 2011

Valentine Day Urdu Sms


Valentine Day Urdu Sms
Kaun jane kab mauth ka paigam aa jaye
Zindagi ki akhri sham aa jaye
Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab, Hamari zindagi aap ke
kam aa jaye
Valentine Day Urdu Sms
Chaho to dil se hum ko mita dena
Chaho to hum ko bhula dena
Par yeh wada karo khe
Aaye jo kabhi yad hamari
Roona mat sirf muskura dena
 Valentine Day Urdu Sms
Agar talash karo tu koi mil hee jay ga
Magar kon tumhari turah mugh ko chahay ga
Tumharay sath yeh mosam farishton jaisa hai
Tumharay badd yeh mosam bura sataiay ga
Valentine Day Urdu Sms
Har raahi ko mann chaha mukaam nahin milta
Jis ko jee bhar pyaar kar sake wo insaan nahin milta
Aasma k sitaro ki tarah hamare armaan bhi bikhrte rehte hai
Jo apne dil main hamien jagah de sake wo meharbaan nahin milta.
Valentine Day Urdu Sms
Tere bin jiya karon kese, Kesay jiya jaye tum bin
Sadiyon say lambi hain raatain sadiyon say lambay hoay din
Aa ja lot kara aa phir ye dil keh raha hai.
Valentine Day Urdu Sms
Har phool ki azab kahani hai
Chup rehna bhi pyar ki nishaani hai
Kahin koi zakhm nahen phir bhi kyu ye dard ka ehsaas hai
Lagta hai dil ka ek tukrda aaj bhi unke pass hai.
Valentine Day Urdu Sms
1 aisa humsafar jo samandar ki tarah gehrah ho
Us key pyar ki thandak ho merey liye aisi
Khe woh to bilkul aasman ke chand jaisa ho.
Valentine Day Urdu Sms
Tuje dekhe bina teri tasveer bana sakta hon
Tuje jane bina tera haal bata sakta hon
Hai meri mohabat main itna dam
Apni ankh ka ansoo teri ankh se gira sakta hon

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...